Is post me ham laye he apke liye Top 13 face pack banane ki vidhi hindi me. ye sab Fatafat Gora Hone Ke Liye he, aur ye sabhi packs Natural or Home Made Face Pack he. inme banana, besan, chandan, gulabjal,coco, coffee, aur lemon aadi ka prayog kiya gya he.
Inaki jankari Hindi Me Hai. second headind me apko Sardiyo Me Skin Ke Liye Malai Ke Kuchh Gharelu Tips batae gaye he jo saral aur sulabh he aur aap asani se ghar pe hi inka use kar sakti he.
Inaki jankari Hindi Me Hai. second headind me apko Sardiyo Me Skin Ke Liye Malai Ke Kuchh Gharelu Tips batae gaye he jo saral aur sulabh he aur aap asani se ghar pe hi inka use kar sakti he.
loading...
Also Read : Sundarta Pane Ke Gharelu Upay
Also Read : 40 Ki Umar Ke Bad Skin Ki Dekhbhal
1- Face Pack Papaya
Papite ko dahi ke sath mix Karke Fairness pack Banaya Ja sakta hai. Ise aap 30 minute lagaane Ke Baad Chehra Dho le.
2- Face Pack Lemon
Nibu ko Adhik tar bleaching k use m liye jata hai. ise aap kisi bhi pack me milakar kar use kar sakte hain Ya sidha muh pe laga sakte he.
3- Patato Face Pack
Aloo ko chile kar ghis le fr chehare par laae. Ise Chehre par Lagane se chehre ke Daag dhabbe chala jata hai aur chehara bhi damakne lagta hai.
4- Face Pack Tameto
Tamatar ki palp ko Chehre par Lagane se instant result Dikhaye padta he.Thoda Sa Nimbu ka Rus Mila kar use Kare, Ye sensitive skin ke liye bahut achha hai.
5- Face Pack Almond
Badam ko raat ko Pani Main bhgo kar chhod de. subah use chhil le aur shehad (honey) ke sath mix karke chehare par lagae. kuch samay bad muh dho le.
6- Face Pack Besan
Besan, haldi aur malai ko mix karke skin par lagae instent fairness ke liye.
7- Face Pack Mint
Podina ki patiyo ko pis kar chehare pe lagane se skin ko thandak milti h aur skin ke pors khul jate he. jise rang nikharta he.
8- Face Pack Banana
Kele ko masal kar malai ke sath mix kar le . ab ise gardan aur chehare pe lagae. 20 minut bad me dho le.
9- Face Pack Chandan
Chandan powder ko gulabjal ke sath mix karke lagae. rang gora karne ke liye ye pack lagae.
10- Honey Coffee Face Pack
Khbsurat Twacha Pane Ke Liye ek ek chammach shehad aur coffee le aur chehare pe lagae. kuch samay bad muh dho le.
12- Coco Coffee Face Pack
Coco aur coffee dono hi Antioxident he. isame shehad mix kar le ye hi ek antioxident he. iska pesat bana kar lagane se ye apki twach ki gandagi ko saf karega aur twacha ko poshn bhi dega.
13- Face Pack For Dry Skin
Coffe powder ke saththoda sa jaitun ka tel mila kar chehare pe lagae. ise sukhane na de gila karte rhe. bad me muh dho le.
Sardiyo (Winters) Me Malai Ka Use Karke Nikhre Sundarta
* Ek chammach malai me thoda sa nibu ka ras milakar chehare par lagane se ye fatate nahi he.
* Besan ke ubatan me ek chammach malai milakar lagane se twacha mulayam (soft) bani rehati he.
* Multani mitti ke sath ek chammach malai ke sath milakar hatho ki kohaniyo pe lagane se rang saf hota he.
* Teen char badam ar gulab ki pattiyo ko ek chammach malai ke sath mix karke lagane se jhurriya aur dag dhabbe chale jate he.
* Mosammi aur santare ke chhilko ke sath ek chammach malai ke sath mix karke lagane se skin soft aur fair ho jati he.
* Ek chammach malai ke sath ek seb ko mix karke chehare pe lagane se bahut jaldi gori twacha prapt hoti he.
Is post me aapko Face Pack Banane Ke Gharelu Tarike Hindi Me bataye gaye. ye dry skin, oily skin, sensitive skin sabke liye alag alag he. apni awashyakta ke hisab se stemal kare aur labh utae. sardiyo me malai se kiye jae wale prayog bhi zarur azmae.
Also Read : Saf Suthari Chamakdar Twacha Ke Liye 10 Liquid
Also Read : Twacha Sambandhi Mukhya 5 Samasyao Ke Samadhan
Also Read : Twacha Sambandhi Mukhya 5 Samasyao Ke Samadhan
Thanks for write this Informative blog to us.
ReplyDeletemodelling agencies in mumbai || professional modelling portfolio
Nyc
ReplyDeleteI would like to thank you for the efforts you have made in writing this article. I am hoping the same best work from you in the future as well. In fact your creative writing abilities has inspired me to start my own Blog Engine blog now. Really the blogging is spreading its wings rapidly. Your write up is a fine example of it. Lumenis
ReplyDeleteThis is a good natural remedy but my skin is very sensitive so for me herbal beauty protein supplement working well.
ReplyDelete