Ajkal makeup ka nam aate hi sabhi parlour ki or bhagate he. lekin agar apko makeup karna aata ho to bar bar waha jane ki zarurat hi nahi hogi.isliye aaj is post ke madhyam se ham aapko Ghar Par Hi Instent Natural Makeup Karne Ke Tarike batane ja rahe he.
Aap inhe step bya step follow karke khud apne ghar par hi acha makeupkar sakti he aur apne pese bhi bacha sakti he. to aiye jante he Ghar Pe Hi Makeup Karne Ke 15 Asan Tips.
Also Read : Ghar Par Party Makeup Kaise Kiya Jata Hai
Also Read : Ankho Ki Sundarta Badane Ke Liye Kya Kare
1- Turant makeup karne ke liye hamesha na dikhne wala Foundation use kare. ye foundation zarurat se jyada chamak ko dur rakhta he. ise apne jabade pe lagakar test kare aur jo sabse kam nzar aata ho wo le. ise test karne ke bad achhi trh se muh dho kar iska use kare. uske bad aap chehare pe Lotion lagaye fir foundation ki kuchh bunde tapka kar ise apas me mix karke laga le.

2- Consiler ka use kare, isse aap chehare or ankho ke dag dhabbe chhupa sakte he. agar iska thik se use kiya jae to aap ek bedag aur jhaiyo se mukt skin pa sakti he. ye bilkul bhi chipchipa nahi hota aap ise dag dhabbo pe halke brush se laga sakti he fir ungaliyo se fela le aur ise apna kam karne ke liye chhod de. ab iske kinaro ko foundation ke sath mix kar le taki ye skin colour ke sath match ho jae.
3- Curlour ka use putliyo ko sahi ghumav dene ke liye kiya jata he. lekin iska use mascara lagane se pehale kare. ise shuruat me rakhe or kuchh samay ke liye dabay. ab jab putliya ghumavdar ho jae to is par Mascara laga de taki ye uhi bani rahe.
4- Ab maskara lagaye. isse ye upar ki traf u hi mude rahenge. ise upar ki or ghumate hue lagae aur age pichhe hilate rahe. isse har ek bal pe maskara sahi trh se lag jaega aur koi bhi bal nahi chhutega.
5- Dark pencil ka stemal karke ankho ko upar karke us par pehle bindiya lagaye. un bindiyo ko milate hue dhue jesa bana le.
6- Ek Cream highlighter hona chahiye jo putliyo (eyelides) ko utha sake aur nak ko sharp dikha sake. ise halke sheds jese pink, orenge ya na dikhai dene wali cream ke roop me.
7- Ab ek Nuid Lipstik ka use kare. ye berang hoti he agar apke lips dry he to pehale inpe Lipbalm lagae.
8- Ab Eyeshedow lagay. dhyan rakhe ki isme jyada gehare rang n ho bas skin se ek shed jyada ho. agar aap gori he to light pink or agar bhuri he to brown colour ka use kare. in sheds ko pencil ki sahayta se dark karke ungaliyo se lagae.
Instent Natural Makeup Kaise Kare
1- Hamesha apni skin se match karts hua foundation chune. Agar apki skin pilapan liye hue he to yellow colour ka foundation use kare. Gore rang ki ladkiya apne chehare par gulabi foundation use kare.
2- Apni skine par natural rango ka stemal kare. Jyada dark colour na use kare. Bhut jyada white aur yellow colour ka use bhi kafi banavati lagta he, isse bache.
3- Apni skin ke anusar hi cream athawa powder ka use kare. agar apki skin oily he to aap powder ka use kare. kyoki wo apki skin ke sath jyada behatar dhang se mix ho jaega. agar apki skin dry he to cream ko base bnakar use kare taki makeup kuchh samay bad hi felne na lage.
4- Galo ke upari hisso ko blush on kare. lekin ye dhyan rakhe ki jyada blush karne se apki khubsurti bigad bhi sakti he. brik tone blush on ka use kare ye best he.
5- Apne makeup ko natural banane ke liye blend kare, ye ek Master Trick he. nak par halka sa lagakar galo ki taraf blend kar de.
6- Blush ko behad halke shed me lagae. isako halke brush ke sath use kare. ise galo ke ubhar par lagaey.
7- Curler ka use kare, iska use putliyo ko sahi ghumav dene ke liye kiya jata he. lekin iska use mascara lagane se pehale kare. ise shuruat me rakhe or kuchh samay ke liye dabay. ab jab putliya ghumavdar ho jae to is par mascara laga de taki ye uhi bani rahe.
Ab Instant Natural Makeup Karna hua asan.upar di gai instant natural makeup tips zaroor follow kare.apne sujhaw aur sawal niche comment bx me likhe.
Ab Instant Natural Makeup Karna hua asan.upar di gai instant natural makeup tips zaroor follow kare.apne sujhaw aur sawal niche comment bx me likhe.
thanks you wrote good articles about beauty...i also you can check makeup ka saman
ReplyDeleteHello brother, I am very happy to read your information, you have written this post very well and explained it very well. makeup saman list
ReplyDelete